Ep- 1206 | बाबा बनने का सफ़र | Sevak Ram Harda MP| Sant Rampal Ji | Real Story

जब एक संसारिक व्यक्ति संसार का मोह त्याग कर बाबा बनना चाहे तो तथाकथित महामंडलेशरों के आचार विचार देख कर आपको घिन आने लगेगी...
सुनिए मेरी ये Real Story ..

Ep-1206
Mera Nam Sevak Ram Hai.Mai Harda Mp ka rehne wala hu..#SantRampalJi ki Sharan Mai anne se phele mai sabhi parkar ki devi devtaon ki #Pooja karta tha.Mai Amavasya ko  Nange pair #Narmda Nadi par Snan karne bhi jata tha Aur 4-5 Saal Mai #Shirdi Par bhi nange pair gya..Lekin is sabse sadhna krne par muje koi bhi labh nahi hua.Akhir fir maine socha m kyu na baba ban jau shyd isse muje sacha gyan mil jaye to mai baba ban gya aur 15-20 din #kumbh chla gya aur wha meri ek #Baba se gyan charcha hui to maine usse pucha mhamandleswar , Puri , Giri se sab kaise bnate ho to Us #Sant ne yeh jawab diya ki apko kuch paise dene padenge isse apko ek icard de diya jayega aur apko alag se #ashram de diya jayega to fir maine usse pucha agr koi hmse sacha gyan sunane aur satsang sunane ko bole to kya kare to is par wo#Sant bole ap usko kahi bhi #Gita se ya #Ramyan se 2-3 koi bhi vaniya suna dena bus. To muje yeh sab acha nahi laga ye to duniya ka pagal banane wali bat hai..To sab chor ke apne ghr aa gya aur jo jagat ki normal sadhna thi whi karne laga. Fir ek din mai apne Bhai ke Madhyam se #SantRampalJi ki Sharan mai aa gya aur #Guru ji se Nam lene ke bad muje bhaut se labh hue..Phela to Muje #Adhyatmik labh hua jo ki mai har jagah dhake kha chuka tha muje kahi bhi koi sacha gyan nahi mil raha tha jo ki #SantRampalJi ki Sharan Mai aane se mila..Dusra Meri Mummy Ji ke ghutne khrab ho chuke to wo chal nahi pati thi jo ki ab bilkul sahi hai aur chal bhi pati hai..Tisra Mere Pita ji Bhaut Jayda #Smoking krte the jo ki #SantRampalJi ki sharan mai aane ke bad ab bilkul nahi karte.Aur bhi chote chote labh har din hote rhete hai.

Also Follow us on -
Facebook - https://www.facebook.com/realstory99

Twitter - https://twitter.com/realstory99_

Instagram - https://www.instagram.com/_realstory99

Post a Comment

0 Comments